Bhoola Nahin Maa-Amit Kumar

Bhoola Nahin Maa

歌手:Amit Kumar

时间:2016-08-25

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Bhoola Nahin Maa - Amit Kumar

Written by:R.D. Burman/Indivar

Bhoola nahin maa

Harpal tujhko yaad kiya maine

Tera darshan bahot

Dino ke baad kiya maine

Nacho re gao re

Aaj khushi ka hain din

Bhoola nahin maa

Bhoola nahin maa

Harpal tujhko yaad kiya maine

Tera darshan bahot

Dino ke baad kiya maine

Nacho re gao re

Aaj khushi ka hai din

Bhoola nahin maa

Dhol baja deepak jala

Aarti teri utari main to raha

Bachpan se hi

Aye maa tera pujari

Charno mein teri hi

Bite mere pal chin

Ho bhoola nahin maa

Harpal tujhko yaad kiya maine

Tera darshan bahot

Dino ke baad kiya maine

Nacho re gao re

Aaj khushi ka hai din

Ho bhoola nahin maa

Rakha tune jisa hal mein

Uss hal mein mushkuraya

Rahu kahi chinta nahin

Sar pe hai maa tera saya

Sare jaha mein nahin

Koi maa tere bin

Ho bhoola nahin maa

Harpal tujhko yaad kiya maine

Tera darshan bahot

Dino ke baad kiya maine

Nacho re gao re aaj

Khushi ka hai din

Ho bhoola nahin maa

Ho sakta hai kuch bhi yaha

Jane na koi kya hoga

Phir bhi o maa tu hain jaha

Jo bhi hoga achha hoga

Teri kripa ho to kya

Kaam hain phir kathin

Ho bhoola nahin maa

Harpal tujhko yaad kiya maine

Tera darshan bahot

Dino ke baad kiya maine

Nacho re gao re

Aaj khushi ka hain din

Ho bhoola nahin maa

Bhoola nahin maa

Harpal tujhko yaad kiya maine

Tera darshan bahot

Dino ke baad kiya maine

Nacho re gao re

Aaj khushi ka hai din

Ho bhoola nahin maa

展开显示全部歌词