Tum Pareshan Na Ho-Rajendra Mehta

Tum Pareshan Na Ho

专辑:Nazrana

时间:2008-10-27

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Tum Pareshan Na Ho - Rajendra Mehta

Written by:Govind Prasad

Aur kuchh der pukarunga

Chala jaaunga

Aur kuchh der pukarunga

Chala jaaunga

Tum pareshan na ho

Mang karam aaya karo

Tum pareshan na ho

Mang karam aaya karo

Aur kuchh der pukarunga

Chala jaaunga

Kisi kuche mein

Jahan chand uga karte hai

Shabe tarik ghuzarunga

Chala jaunga

Rasta bhul gaya yaa

Yahin manzil hain meri

Koi laya hain ke khud

Aaya hoon maloom nahi

Kehate hain husn ki

Nazrein bhi haseen hoti hain

Main bhi kuchh laya hoon

Kya laya hoon maloom nahi

Yun to jo kuchh bhi mere

Paas tha sab bech aaya

Kahin inaam mila aur

Kahin kimat bhi nahi

Kuchh tumhare liye

Aankhon mein chhupa rakha hai

Kuchh tumhare liye

Aankhon mein chhupa rakha hai

Dekha lo aur na dekho

To shikayat bhi nahi

Dekha lo aur na dekho

To shikayat bhi nahi

展开显示全部歌词