Teri Masumiyat-Babli Haque
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Teri Masumiyat - Babli Haque/Altamash Faridi

Written by:Babli Haque/Jashwant Gangani

Oho ooo ooo ooo

Hai re hai re

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Ke mann bhatke teri aur baar baar

Ke mann bhatke teri aur baar baar

Tune aisa kya kiya

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Pata nahi tha pyar mein itna meetha dard hota hai

Unko leke kabhi kabhi dil bacha ban ke rota hai

Teri pehli nazar ne

Hume khudse judaa kiya

Teri pehli nazar ne

Hume khudse judaa kiya

O mann bhatke teri aur baar baar

O mann bhatke teri aur baar baar

Tune aisa kya kiya

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Kaise sambhalaein nadan dil ko jo tere liye dhadk utha

Na maaney main kya karu haay kaise dilasa du jhutha

Teri pyari si moorat ko

Dil mein basa liya

Teri pyari si moorat ko

Dil mein basa liya

O mann bhatke teri aur baar baar

O mann bhatke teri aur baar baar

Tune aisa kya kiya

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Teri masumiyat ne hume banjara bana diya

Banjara bana diya

Teri masumiyat ne

Banjara bana diya bana diya

展开显示全部歌词