Khaali khidki tere ghar ki
Kyun main taakhta hoon
Khaali khidki tere ghar ki
Kyun main taakhta hoon
Tu bahut duur jaa chuki hai
Phir kyun main jhaankta hoon
Khaali khidki tere ghar ki
Kyun main taakhta hoon
Tere bina jeena hai ye mujhe ehsaas hai
Zeher ye peena hai dil ye udhaas hai
Bata kis se jaa kar mein dard apna bayaan karoon
Kaash tujhe paake mein chain se yahaan maroon
Khaali khidki tere ghar ki
Kyun main taakhta hoon
Khaali khidki tere ghar ki
Kyun main taakhta hoon