Ishq hai, Tujhse hi
Phela hi, Aakhri
Tu yeh na samja
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Antra -1
Tutke chaha, Maine tujhko, Toda tune vaada
Tu kya jaane, Pyaar kiya, Tujhko khud se zyada
Kiya ikrar maine jabhi, Tune kiya inkaar
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Antra -2
Sapna dheka, Jabhi maine,
Har sapne mein tu tha
Aankh mein meri aks tha tera
Tune na pehchana
Badle mein tune diya
Inn aakhon ko intezaar
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re