Neela Neela Ambar-Asha

Neela Neela Ambar

歌手:Asha

时间:2014-07-14

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Nitin Bali - Neele Neele Ambar Par (Version, 1)

Written by:Kalyanji V. Shah/Anandji V. Shah/Shyamlal Harlal Rai Indivar/Manoj Kumar

Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho

Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho

Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye

Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho

Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye

Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Ho oonche oonche parvat jab choomte hain

Ambar ko

Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko

Oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko

Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko

Pyaar se kasne ko baahon mein basne ko

Dil mera lalchaaye koi to aa jaaye

Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho

Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye

Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Ho chham karta saawan boondon ke

Baan chalaaye

Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye

Chham karta saawan boondon ke baan chalaaye

Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye

Pyaar mein nahaane ko doob hi jaane ko

Dil mera tadpaaye khwaab jaga jaaye

Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho

Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye

Pyaar barsaaye humko tarsaaye

La la la la la la

Hm hm hm hm

Oh oh oh oh

La la la la la la

展开显示全部歌词