Main Hoon-Tanishk Bagchi
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Dil hai aawara to aitraz kya hai

Kya lena jahan se ye meri ada hai

Kitne jaadoo hain mujhmein dikha du zara

Koi shak hai to tujko bata du zara

Main hoon bas yahan main hoon

Mere jaisa koi hai kahan

Main hoon aage aage main hoon

Mere peechhe sara hai jahan

Main hoon

Har ik dil mein main to dhadakta rahun

Dhun pe dhadkan ki harpal thirakta rahun

Mere to nachne mein hai chinghariyan

Meri raftaron se hi to hai yariyan

In hawaon ko main to jhuka du zara

Koi shak hai to tujko bata du zara

Main hoon bas yahan main hoon

Mere jaisa koi hai kahan

Main hoon aage aage main hoon

Mere peechhe sara hai jahan

Main hoon

Meri har baat mein haan koi baat hai

Jise kehte hain kismat mere hath hai

Tum chaaho to rakh lo ye sari zameen

Par woh aasman to mere sath hai

Hosh mein hai to hosh uda du zara

Koi shak hai to tujko bata du zara

Main hoon bas yahan main hoon

Mere jaisa koi hai kahan

Main hoon aage aage main hoon

Mere peechhe sara hai jahan

Main hoon bas yahan main hoon

Mere jaisa koi hai kahan

Main hoon aage aage main hoon

Mere peechhe sara hai jahan

展开显示全部歌词