Har Pal Ghamon Ki Aag (Album Version)-Pamela Singh

Har Pal Ghamon Ki Aag (Album Version)

歌手:Pamela Singh

专辑:Raaz- E- Dil

时间:2008-11-28

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Har Pal Ghamon Ki Aag (Album Version) - Pamela Singh

Written by:Anup Jalota

Har pal ghamon ki aag mein jalati hain zindagi

Bas mom ki tarah se pigalti hain zindagi

Kyaa raaz hain ye ishq huaa

Jab se humsafar

Kyaa raaz hain ye ishq huaa

Jab se humsafar

Kyaa raaz hain ye ishq huaa

Jab se humsafar

Barbaadio ki raah pe chalti hain zindagi

Har pal ghamon ki aag mein jalati hain zindagi

Ik pal mein hain bahaar to ik pal mein hain fizza

Dekho to kaise rang badalti hain zindagi

Har pal ghamon ki aag mein jalati hain zindagi

Thokar muraad khai hain tune to ghum na kar

Thokar ke baad hi to sambhalti hain zindagi

展开显示全部歌词