Guzarne Do-Javed Ali

Guzarne Do

歌手:Javed Ali

专辑:Guzarne Do

时间:2024-05-16

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Mujhe Jeena Hai Un Lamhon Ko

Jin mein Tu Meri Ban Jaati Hai

Guzarne Do Zara Un Raahon Se

Jo Tum Tak Le Aati Hai

Guzarne Do Zara Un Raahon Se

Jo Tum Tak Le Aati Hai

Mujhe Jeena Hai Un Lamhon Ko

Jin mein Tu Meri Ban Jaati Hai

Guzarne Do Zara Un Rahon Se

Jo Tum Tak Le Aati Hai

Mere Zakhmo pe tu Marham Hai

Jab Sath Hai Tu Toh Kya Gham Hai

Mere Zakhmo Pe Tu Marham Hai

Jab Sath Hai Tu Toh Kya Gham Hai

Tu Khushiyon ka Mera Mausam Hai

Tu Saath Mere ab Har dum Hai

Tu Chahat Hai Meri, Aakhri

jo Dil ko Mere Dhadkati Hai,

Mujhe Jeena Hai Un Lamhon Ko

Jin mein Tu Meri Ban Jati Hai

Is Dharti Par Dekhe Tujhko, Wo Aankhein

Bas Meri Ho

Tujhko Jo Samete Thame Jo, Wo Baahein

Bas Meri Ho

Umadhne Do Zara Uss Dard Ko Jis mein

Teri Yaad Aati Hai

Mujhe Jeena Hai Un Lamhon Ko

Jin mein Tu Meri Ban Jaati Hai

展开显示全部歌词