
在手机上保存,获得更好体验
In aahaton mein tera hi taal hain
Madhosh yeh mera jo haal hain
Muskurahaton mein duuriyaan kyu shaamil hain?
Lifafe khol saare, teri baahon mein sama de mujhe
Tune kaha saara aasmaan humaara hain
Bekhabar lekar saath woh nazaara main
Rota raaton mein hazaaron aansu saath hain
Yeh saare jaane taare, mere saath woh gaaye, mere
Saath hain tu mere paas hain
Yeh hawaayein aaj mere saath hain
Teri duuriyaan ko ehsaas mein
Leke rouu main jo har saans mein
Mere paas hain tu mera yaar hain
Teri duuriyaan bhi mere saath hain
Ab main rouu ya main jo hass padu
Tera har lamha mere saath hain
Tere lawfzon mein
Ab mehfooz hoon
Karna chahta tere saath mein guftagu
Raaz humara mere paas hain
Behaal tha ab azaad main
Mere saath mein tu
Har khwaab mein tu
Din raat bhi tu
Jazbaat bhi tu
Ab jaanejaan meri har halaat bhi tu
Tu hi tu hi tu hi tu hi tuuuu..
Mere saath hain tu mere paas hain
Yeh hawaayein aaj mere saath hain
Teri duuriyaan ko ehsaas mein
Leke rouu main jo har saans mein
Mere paas hain tu mera yaar hain
Teri duuriyaan bhi mere saath hain
Ab main rouu ya main jo hass padu
Tera har lamha mere saath hain
Yeh kaise hua?
Yeh kyu hua?
Jo ehsaas rakhe the
Humne kaash woh thame rahe
Bas saansein chali meri
Awaazein teri unme jo
Tu bhi jaanti hain
Main bhi jaanta hoon
Agar saath hote
Sabhi jaan paate
Jo saath mein tere mere
Hum bhi saathvein aasmaan pe jo tikte
Roobaroo baroo baroo baroo ba
Roobaroo baroo baroo baroo ba
Roobaroo meri jaaaan
You are my fantasy baby
And I don't wanna dance with anybody else but you baby
Roobaroo baroo baroo baroo baroo