
在手机上保存,获得更好体验
Hai ab akeli si raatein saari tere bina
Na hon haseen mulakaatein poori tere bina
Hua arsa jo tere paas
Adhoora hai har ik ehsaas
Hai khaalipan mein teri baat
Kyun tu na samjhe ye jazbaat
Do you still love me, do you?
Kuch na kuch kehni thi baatein tujhse ho na saka
Shayad kabhi mile vo pal jisme keh dun zara
Hua arsa jo tere paas
Adhoora hai har ik ehsaas
Hai khaalipan mein teri baat
Kyun tu na samjhe ye jazbaat
Do you still love me, do you?
Faasle kyun hain
Halaat-e-ghum hain darmiyaan
Haan kuch aisa ho
Kubool ho ye sb arziyaan