
在手机上保存,获得更好体验
Chaabi ghoomey to waqt ghoom jaaye,
Ek aagey ek peechey ley jaaye.
Nasht karo to waqt nasht ho jaaye,
Chaabi rukey to sab ruk jaaye.
Soch zaraa tu kyaa hogaa,
Haan, Soch zaraa tu kyaa hogaa,
Jab milegi ghadi wo padi wo,
Jaadoo ki chadi jo.
Banaa key rakhegi raajaa tujhey,
Baaki key sab kaa baajaa bajey,
Seene mein dil tera aaisaa naachey.
Tik tok tik tok tik..
Tik tik tik tik
Tik tok tik tok tik..
Tik tik tik tik
Tik tok tik tok tik
Tik tik tik tik
Tik tok tik tok tik
Ungli pey hoga yeh saaraa zamaana,
Tu dedh shaana tu baap tu naanaa.
Dekh sakega naa sunn sakegaa,
Saaraa zamaana bhairaa aur kaanaa.
Tu hi banaayega bhool bhulaiyya,
Tu hi lagaayega rules ki mayyaa.
Tu chaahey to din, tu chaahey to raat,
Yeh tere liye hai chutki ki baat.
Who kehtey hai naa,
You can check out anytime you like,
But you can, never leave.
Afraa tafri teri teri,
Dilon pey sabhi key seenazori.
Seene pey baith key moong daley tu,
Moon ki aad mein khilaaye puri.
tu bhaagey aagey aagey aagey,
Peechey peechey zamaana yeh bhaagey.
Dichoo tu detaa zamaane ko pichoo mein,
Lagaa key phuljhadi wo..
Haan phuljhadi wo..
Soch zaraa tu kyaa hogaa,
Haan, Soch zaraa tu kyaa hogaa,
Jab milegi ghadi wo padi wo,
Jaadoo ki chadi jo.
Banaa key rakhegi raajaa tujhey,
Baaki key sab kaa baajaa bajey,
Seene mein dil tera aaisaa naachey.
Tik tok tik tok tik..
Tik tik tik tik
Tik tok tik tok tik..
Tik tik tik tik
Tik tok tik tok tik
Tik tik tik tik
Tik tok tik tok tik
Tik tok tik tok tik..
Tik tok tik tok tik..