Gale Mein Laal Taai-Bappi Lahiri
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Gale Mein Laal Taai - Bappi Lahiri

Saiyyaan re saiyyaan o more saiyyaan

Aake gale lag jaa

Saiyyaan re saiyyaan o more saiyyaan

Aake gale lag jaa

Saiyyaan re saiyyaan o more saiyyaan

Aake gale lag jaa

Gale mein laal taai ghar mein ek chaar paai

Takiya ek aur hum do ek hi hai razaai

Sardi kaise jaayegi kaho kaise hamein neend aayegi

Sardi kaise jaayegi kaho kaise hamein neend aayegi

Gale mein laal taai ghar mein ek chaar paai

Takiye ki fikar na kar banoonga main khud razaai

Gale se laga loonga honton se coffee pila doonga

Arre gale se laga loonga honton se coffee pila doonga

Saari duniya chain se soye

Hum dono baaton mein khoye

Tumse main darrti hoon koi harkat na karo

Ek hai shart meri tum sharaarat na karo

Haai yeh pasina kyoon aa gaya hai hamdam

Na to kuch socho tum na to kuch soche hum

Lage chaar paai mein kahin ek khatmal hai

Tang mujhe karta hai tan mein halbal hai

Dushman khatmal ko tujhse mohabbat hai

Jahan chaahe ghoomega haai kya kismat hai

Abhi usse dhoondkar main tagdi saza doonga

Abhi usse dhoondkar main tagdi saza doonga

Gale mein laal taai ghar mein ek chaar paai

Takiya ek aur hum do ek hi hai razaai

Sardi kaise jaayegi kaho kaise hamein neend aayegi

Arre gale se laga loonga

Honton se coffee pila doonga haan

Khidki ke main parde gira doon

Tum keh do to batti bujha doon

Arre baba na re na batti na bujha dena

Waqt ka pata nahin kuch na ho jaaye kahin

Gaata hoon sar ki kasam zyaada na chhedoonga

Is sharaafat ke liye ek chooma loonga

Haai kismat phooti kisko yaar kiya

Aise besabre se maine kyoon pyaar kiya

Ab to majboori hai yeh ghadi aayi hai

Saath sona hi pade ek chaar paai hai

Tere bharose ko kabhi na daga doonga samjhi

Tere bharose ko kabhi na daga doonga

Gale mein laal taai ghar mein ek chaar paai

Takiya ek aur hum do ek hi hai razaai

Sardi kaise jaayegi kaho kaise hamein neend aayegi

Haan gale se laga loonga honton se coffee pila doonga haan

展开显示全部歌词