Oye Monday-Mimi Teddy

Oye Monday

歌手:Mimi Teddy

专辑:Oye Monday

时间:2021-04-13

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Oye monday

Tu kyun paida ho gaya re

Achcha khasa Sunday ka

Booch laga diya re

Oye Monday

Tu kyun paida ho gaya re

Dhinchak wale weekend ka

Muh suja diya re

Body hilti nahi

Dimaag chalta nahi

Ungliyan tak uthne ko

Taiyaar hai hi nahi

Dekh tune kya haal

Bana diya bande ka

Monday tujhako sharam varam

Aati hai ki nahi

Tu nahi hota tih kya ho jata

Seedhe mangalwaar se week start hota

Oye Monday

Tu kyun paida ho gaya re

Achcha khasa funday ka

Bhoot bhaga diya re

Tujhako weekend ko maarne ki

Kyun hoti hai jaldi

Aur ek bhi Monday aisa na ki

Jis din milti chutti

Monday tujhape hamla karne

Chhod denge hum gunday ki

Beta agle hafte se

Tu bilkun dikhe nahi

Tere darr se Sunday bhi

Ho jata kidkida

Kyun nahi tu calendar se

Gayab ho jata

Oye Monday

Tu kyun paida ho gaya re

Achcha khasa Sunday ka

Mood bigaad diya re

Oye Monday

Tu kyun paida ho gaya re

Nasha chadhne hi wala tha

Tune nichod liya re

Oye Monday

Tu kyun paida ho gaya re

Achcha khasa Sunday ka

Buch laga diya re

Oye Monday

Tu kyun paida ho gaya re

Dhichakwale weekend ka muh suja diya re

展开显示全部歌词