Chura Liya Hai Tum Ne (You've Stolen My Heart)-Kronos Quartet

Chura Liya Hai Tum Ne (You've Stolen My Heart)

时间:2005-07-31

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Chura Liya Hai Tum Ne (You've Stolen My Heart) - Kronos Quartet (克罗诺斯四重奏)

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani

Kahin badal na jaana sanam

Oh le liya dil oh haai mera dil

Haai dil lekar mujhko na behlaana

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani

Kahin badal na jaana sanam

Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein

Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein

Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein

Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein

Tum mere ho ho tum mere ho

Aaj tum itna vaada karte jaana

Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani

Kahin badal na jaana sanam

Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko

Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko

Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko

Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko

Hai vafa kya is jahaan ko

Ek din dikhla doonga main deewana

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani

Kahin badal na jaana sanam

Le liya dil haai mera dil

Haai dil lekar mujhko na behlaana

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

展开显示全部歌词