Yeh Jism - Anchal Datta Batia/Raaj
Yeh jism jo
Din raat yahin
Yeh jism jo hai woh kiska hai
Din raat yahi ek kissa hai
Humne duniya ko bhula diya
Ya duniya humko bhul gayi
Yeh dhundli soch meri soche
Yeh dhuan kahaan se uthta hai
Inn tukda tukda yaadon mein
Apna kaun sa hissa hai
Yeh jism jo hai woh kiska hai
Hey bo
Yeh jism jo hai woh kiska hai
Yeh jism jo hai woh kiska hai
Din raat yahi ek kissa hai
Inn tukda tukda yaadon mein
Apna kaun sa hissa hai
Yeh jism jo hai woh kiska hai
Kya se kya humko bana diya
Apni nazron mein gira diya
Yeh teri meri aankhon mein
Sapna jo jo raha woh kiska hai
Kya se kya hamako bana diya
Yeh jism jo
Inn tukda tukda yaadon mein
Apna kaun sa hissa hai
Yeh jism jo
Takdir kisiki kone mein
Fursat ki nind me soti hai
Yaadon ke taale ki
Chaabi kabhi milti hai
Kabhi khoti hai
Yeh jism jo hai woh kiska hai