
在手机上保存,获得更好体验
Ladkiyon se hai allergy
Tabhi ab tak single hun
Main single hun
Main single hun
Main single hun
Ladkiyon se na lun puchchi
Tabhi ab tak single hun
Main single hun
Main single hun
Main single hun
Aaj tak single hun
Aaj tak single hun
Ladki matlab paise aur
Time ki barbaadi
Taun taun ho gaya toh phir
Zabardasti shaadi
Meri maano toh
Bachelor rehna ek vardaan hai
Par kabhi kabhi jawani ki
Garmi hume satati
Chalo phir bhi ladki koi
Pat jaati toh sochte
Par aajkal yeh ladies log
Asani se kahan faste
Unko chahiye paisa, gadi
Bangla, credit card
Adhar card toh bana nahi
Kya khaak ukhare hum khali haath
Propose vopose fail gaya
Tabhi ab tak single hun
Main single toh girlfriend
Kahan se main paida karun
Kahan se paida karun
Kahan se paida karun
Waise saare problems ka
Root cause hai ladki
Koi bhi type ki ho
Ladko ko bharti hai chaabi
Gaajar dikhake kutte ke jaise
Ghumati rehti hai
Josh mein aake ladke saare
Chaat lete hain haddi
Isliye main kehta hun ke
Door raho ladkiyon se
Taaka koi bhidd gaya toh
Beta gaye kaam se
Jab koi ladki sad story
Sunake kandha maange
Chaal samajhke bol dena
Behena niklo aage
Takajhaki bahut kiya
Par aaj tak single hun
Main single hun
Main single hun
Dukela kaise banu
Main single hun
Main single hun
Kahe main single hun