
时间:2003-01-17
在手机上保存,获得更好体验
Dil Ka Rishta - Alka Yagnik/Udit Narayan/Kumar Sanu (库马尔·萨奴)
Dil ka rishta bada hi pyara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai
Kitna pagal yeh dil hamara hai
Hum to ek doosre pe marte hai
Hum to ek doosre pe marte hai
Jaanta yeh jahaan sara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai
Mere palkon ko chum ke dilbar
Mere palkon ko chum ke dilbar
Mere palkon ko chum ke dilbar
Aap ne husn yeh sawara hai
Aap ne husn yeh sawara hai
Kitna pagal yeh dil hamara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai
Tanha tanhaiyon mein janeman
Tanha tanhaiyon mein janeman
Tanha tanhaiyon mein janeman
Maine aksar tumhe pukaara hai
Maine aksar tumhe pukaara hai
Kitna pagal yeh dil hamara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai
Dekhta hun jahan tumhi tum ho
Dekhta hun jahan tumhi tum ho
Dekhta hun jahan tumhi tum ho
Aur nazron mein Kya nazara hai
Aur nazron mein Kya nazara hai
Kitna pagal yeh dil hamara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai