Kaise btaun kya kehna mai chahta hoon,
Dekh k tujhko mai sab bhool jata hoon
Log mujhe tumse milne nahi dete
Tere hi sath ,mai rehna chahta hoon
Toh chalo hum dono ho chale
Gum kahinnnnnnnnn
Gum kahinnnnnn
Gum kahinnnnn
Gum kahinnnn
Ek baat mai tumko
Abhi deti hoon bta
Chod k mujhko na tum
Hojana na lapata
Choti choti baato pe
Gussa aa jata h mujhe
Tu jo kahegi, mai tujhko dilaunga
Tere liye roz gaane banaunga
Maggie banaunga tujhko khilaunga
Baate banake mai tujhko hasaunga
Toh chalo ham dono ho chale
Gum kahin
Gum kahin
Gum kahin
Gum kahin