Gratitude Song (Yog Vandan)-Kailash Kher

Gratitude Song (Yog Vandan)

歌手:Kailash Kher

时间:2021-08-27

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Surya tujhe namaste

Dharti tujhe naman

Shukriya vayu tera

Dhanyvad gagan

Kosh kosh ka abhinandan

Shwaas shwaas mein ho chandan

Vishwa ek parivaar ne

Yog ko kiya hai vandan

Bharat ka uphaar hai

Rog rog pe prahaar hai

Aapda ki haar hai

Yog to paalanhaar hai

Desh desh ka pathdarshan

Antar man ka navsarjan

Vishwa ek parivaar ne

Yog ko kiya hai vandan

Ummedeiñ naa di tootne

Aashayeiñ naa di chootne

Vruksh ki tarah rahe atal

Yog ne naa diya jhukne

Praan praan ka yeh bandhan

Jeev jeev meiñ spandan

Vishwa ek parivaar ne

Yog ko kiya hai vandan

展开显示全部歌词