Sai Shirdi Sai - A.R. Rahman/Bela Shende
Lyrics by:Munna Shaukat/Navneet Virk
Composed by:A.R. Rahman
Aao sai nehaal karo
Zindagi bana do
Zindagi bana do
Ab na intezaar ho
Aao sai nehaal karo
Zindagi bana do ab na
Zindagi bana do
Ab na intezaar ho sai-sai
Tu mera rehnuma sai-sai
Mere khwabo ka tarjuma sai-sai
Tera rab hai
Tu hai rab ka ho
Shirdi sai tu hai mera meharbaan
Mera sai
Mera sai
Teri suratiya sab mein samaaye
Teri suratiya sab mein samaaye
Sab ko dar se dikha de
Bigdi har ek ki aaj bana de sai sai-sai
Tu mera rehnuma sai-sai
Mere khwabo ka tarjuma
Aao sai nehaal karo
Zindagi bana do
Ab na intezaar ho sai-sai
Tu mera rehnuma shirdi-sai
Mere khwabo ka tarjuma sai-sai
Tera rab hai tu hai rab ka ho
Sai-sai ho liya tu rab ka
Sai-sai
Tu mera rehnuma shirdi-sai
Mere khwabo ka tarjuma sai-sai
Tera rab hai tu hai rab ka ho
Shirdi sai
Tu hai mera meharbaan