Zihaal e Miskin-Javed-Mohsin

Zihaal e Miskin

歌手:Javed-Mohsin

时间:2023-05-25

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Zihaal e Miskin - Javed-Mohsin/Vishal Mishra/Shreya Ghoshal (شريا غوشال)

Lyrics by:Gulzar/Kunaal Vermaa

Composed by:Javed-Mohsin/Laxmikant Pyarelal

Produced by:Jackie Vanjari

Yaad rakhunga main yeh

Bewafai yaar mere

Sirf lagi chahat mein

Tanhaai hath mere

Main dil ko samjha loonga

Main dil ko samjha loonga

Tu khayal tera rakhna

Zihaal e muskin makun ba ranjish

Bahale hijra bechara dil hai

Sunayi deti hai jiski dhadkan

Tumhara dil ya humara dil hai

Sunayi deti hai jiski dhadkan

Tumhara dil ya humara dil hai

Zihale muskin makun ba ranjish

Bahale hijra bechara dil hai

Sunayi deti hai jiski dhadkan

Tumhara dil ya humara dil hai

Sunayi deti hai jiski dhadkan

Tumhara dil ya humara dil hai

Hoooo hoooo hoooo hoooo

Hoooo hoooo hoooo hoooo

Toote dil ko jode kaise

Yeh batate jaao

Zinda rehne ki bas humko

Ek wajah de jaao

Yoon na phero humse

Aankhein toh milate jaao

Koyi vaada kar jaao

Koyi dua de jaao

Mere liye thodi si

Mere liye thodi si

Dil mein toh jagah rakhna

Khushi tumhari hai jab isi mein

Toh hum bhi aansu chupa hi lenge

Wajah jo puchhega yeh zamaana

Koyi bahana bana hi lenge

Chahe jo tu paye woh tu

Yeh meri fariyaad hai

Jee le chahe tum bin yaara

Hona toh barbaad hai

Jab tak na mar jaaye hum

Uss pal ka intezaar hai

Itna hi tha kehna

Taqdeer mein tera mera

Taqdeer mein tera mera

Yeh saath yahin tak tha

Sunayi deti hai jiski dhadkan

Tumhara dil ya humara dil hai

Sunayi deti hai jiski dhadkan

Tumhara dil ya humara dil hai

展开显示全部歌词