Kya Khabar Kya Pata (From

Kya Khabar Kya Pata (From"Saaheb")

歌手:Kishore Kumar

时间:2024-04-25

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Kya Khabar Kya Pata - Kishore Kumar (基肖尔·库马尔)

Written by:Bappi Lahiri/Anjaan/R. M. Ganguly/R. K. Gandhi/R. S. Ganguly

Kya khabar

Kya pata

Kya khushi hain

Gham hain kya

Kya khabar kya pata

Kya khushi hain gham hain kya

Kya khabar kya pata

Kya khushi hain gham hain kya

Le ke aansoo jo hansi de

Gham ke badle jo khushi de

Raaj yeh jaana usine

Zindagi kya hain zindagi

Kya khabar kya pata

Kya khushi hai gham hain kya

Kal ki bate bhul ja

Gujri rate bhul ja

Khawb jo sach ho ske na unki yade bhul ja

Kal ki bate bhul ja gujri rate bhul ja

Khawb jo sach ho ske na unki yade bhul ja

Jo na hare bebasi se na kare sikwa kisi se

Raj yeh jana usi ne jindagi kya hain jindagi

Kya khabar kya pata

Kya khushi hain gham hain kya

Apne dil ka dard yeh

Umar bhar haskar piye

Jina uska jina hain jo auro ki khatir jiye

Apne dil ka dard yeh umar bhar haskar piye

Jina uska jina hain jo auro ki khatir jiye

Kam le jindadili se yu hi khele jindagi se

Raj yeh jana usi ne jindagi kya hain jindagi

Kya khabar kya pata

Kya khushi hai gham hai kya

Kya khabar kya pata

Kya khushi hain gham hain kya

Le ke ansu jo hansi de gham ke badle jo khushi de

Raj yeh jana usine jindagi kya hain jindagi

Kya khabar kya pata kya khushi hai gham hai kya

展开显示全部歌词